Singer: Babbu Maan
Music: Babbu Maan


Dard itna ke hisaab nahi
Dard itna ke hisaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

(Dard itna k hisaab nahi
 dard itna k hisaab nahi
 khud khuda k pass v
 koi jawab nahi
 dard itna k hisaab nahi)

Woh mila kal ussi raah par phir
Woh mila kal ussi raah par phir
Koyi salaam koyi aadab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

(Woh mila kal ussi raha per phir
 woh mila kal ussi raha per phir
 koi salaam koi aadab nahi
 khud khuda k pass v
 koi jawab nahi
 dard itna k hisaab nahi)

Kya sabak lete lagzishon se hum
Kya sabak lete lagzishon se hum
Ishq hai koyi habaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

(Kya sabak lete amiri se hum
 kya sabak lete amiri se hum
 ishq hai koi shisha nahi
 khud khuda k pass v
 koi jawab nahi
 dard itna k hisaab nahi)

Tu maqaddas tu aqeeada hai
Tu maqaddas tu aqeeada hai
Maana shikk zere itaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

(Tu pavitra tu khaas hai
 tu pavitra tu khaas hai
 mana tu mujhse gussa nahi
 khud khuda k pass v
 koi jawab nahi
 dard itna k hisaab nahi)


Lyrics Converter By :- Jaspreet Singh (JD)
Blog Creator :- Rahul kumar
Be Support & Share