Teri Mitti by B Praak (Kesari) - Punjabi Song Hindi Lyrics With Meaning

Singer: B Praak
Music: Arko Pravo Mukherjee
Talwaron pe sar vaar diye
Angaron mein jism jalaya hai
Tab jaake ke kahin humne sar pe
Yeh kesari rang sajaya hai

(Talwaron pe ser vaar diye
 angaron mai jism jalaya hai
 tab jaker humne sar pe
 yeh kesari rang sajaya hai)

Ae meri zameen afsos nahi
Jo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sada
Chahe jaan meri yeh rahe na rahe

(Ae meri zamin afsos nahi
 jo tere liye so adrd sahe
 mehfooz rahe teri aan hamesha
 chahe jaan meri ye rahe na rahe)

Ae meri zameen mehboob meri
Meri nas nas mein tera ishq bahe
Feeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe

(Ae meri zammen mehboob meri
 meri nas nas mai tera ishq bahe
 feeka na padhey kabhi rang tera
 jismon se nikal k khoon kahe)

Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu

(Teri mitti main mil jau
 fool banker main khil jau
 itni c hai dil ki aarzu
 teri nadiyon main beh jau
 tere kheton mai leherau
 itni c hai dil ki aarzu)

Sarson se bhare khalihan mere
Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka
Aabad rahe woh gaanv mera
Jahaan laut ke wapas ja na saka

(Sarson se bharey khet mere
 jahan jhoom k bhagda pa na saka
 abad rahe woh gao mera
 jahan lout k wapas aa na saka)

Ho watna ve, mere watna ve
Tera mera pyar nirala tha
Kurban hua teri asmat pe
Main kitna naseebon wala tha

(Ho watan ve,mere watan ve
 tera mera pyar nirala tha
 kurban hua teri asmat per
 main kitna nasibo wala tha)

Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu

(Teri mitti main mil jau
 fool banker main khil jau
 itni c hai dil ki aarzu
 teri nadiyon main beh jau
 tere kheton mai leherau
 itni c hai dil ki aarzu)

Ho Heer meri tu hasti rahe
Teri ankh ghadi bhar nam na ho
Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi uska ujala kam na ho

(Ho heer meri tu hasti rahe
 teri ankh kabhi nam na ho
 main marta ta jis mukhdey per
 kabhi uska ujala kam na ho)

Ho maayi meri kya fikar tujhe
Kyun ankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon main
Aur chand hamesha rehta hai

(Ho Maa meri kya fikar tujhe
 kyu ankhon se dariya beheta hai
 tu kehti thi tera chand hu main
 or chand hamesha rehta hai)

Teri mitti mein mil jawaan
Gull banke main khil jawaan
Itni si hai dil ki aarzu
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzu.

(Teri mitti main mil jau
 fool banker main khil jau
 itni c hai dil ki aarzu
 teri nadiyon main beh jau
 tere kheton mai leherau
 itni c hai dil ki aarzu)


Lyrics Converter By :- Jaspreet Singh (JD)
Blog Creator :- Rahul kumar
Be Support & Follow

Post a Comment

0 Comments